Medical fitness certificate for college admission: Dosto aaj iss post mein bataunga ki Agar aap normal hai matlab agar aap ek swasthya vyakti hai toh kaise aap medical fitness certificate (मेडिकल फिटनेस सर्टिफिकेट) ko fill up karenge aur medical fitness certificate for college admission pdf download karenge.
Toh kabhi aisa hota hai aap doctor ke pass medical fitness certificate lene ke liye jaate hai, tab doctor aapko Kehta hai ki aap medical fitness certificate fill up karke le aao phir me sign kar dunga.
Medical Fitness Certificate For College Admission | Medical Fitness Certificate in Hindi
To chaliye dekh lete hai agar aap normal hai matlab agar aap ek swasthya vyakti hai toh kaise medical fitness certificate for college admission, medical fitness certificate format, medical fitness certificate pdf, medical fitness certificate form pdf download karenge aur form fill up karenge.
Medical Fitness Certificate For College Admission
Sabse pahle niche diya gaya link se aapko medical fitness certificate ka format download karna padega aur phir us medical fitness certificate format ka ek printout le lijiye.
Medical Fitness Certificate Format Download
All Admission Time Required Documents Download
Medical Fitness Certificate For Students
Medical fitness certificate form fill up steps:

1. BLOCK Letters me aapna naam likhiye.
Example: RONY ROY
2. Father’s Name : Aapka father ji ka naam likhiye.
Example: Rana Roy
3. Height : Aapka hight kitna hai likhiye.
Example: 5 ft. 6 in.
4. Weight : Aapka weight kitna hai likhiye.
Example: 55 kg
5. Chest : Aapka chest kitna hai likhiye.
Example: 33 cm
6. Heart & Lungs : NAD.
7. Vision L : 6/6
8. R : 6/6
9. Colour Vision : Normal/Nil
10. Hearing : Normal/Good
11. Hernia/Hydrocele/Piles : Nil
12. Remarks : Yaha par aapko Kuchh nahi likhna hai iss jagah ko blank chhod dijiye.
Medical fitness certificate pdf demo

13. Yaha aap apna naam likhiye.
14. Yaha aapka father ji ka naam likhiye.
15. Yaha par aap apna signature kar dijiye.
Ab aapko aur kuchh nahi likhna hai. Doctor 16, 17 ka blank jagah me signature aur registration number likh denge place aur date bhi doctor likh dega.
Medical fitness certificate form pdf demo


Medical Fitness Certificate in Hindi Video
FAQ
Q : Fitness Certificate kya hota hai ?
Ans : Fitness Certificate doctor aur koi bhi medical officer dwara diya jata hai. Fitness certificate format me kuchh jankari dena padta hai. Jis Jankari ke basis par pata chalta hai ki app fit ho ya nahi. Jaise aap sun pate ho ya nahi aur bhi bahut sari jankari hota hai.
Q : Medical Certificate kaise banaye ?
Ans : Medical Certificate banane ke liye sabse pahle aap ko medical fitness certificate ka format download karna padega, phir iss format ko kisi bhi doctor ke pass le jana padega aur doctor us format ke upar jo bhi information chahiye woh likh dega aur doctor apna signature karega aur registration number likh dega. Aise karke aap medical fitness certificate college admission ke liye bana sakte hai.
Dosto agar aapko yah post pasand aaya hai aur aapko lagta hai ki yah post bahut helpful hai toh aapne dosto ke sath bhi share jarur se kare.